bay-sabub tu na theen teri yaadain
teri yaadooN sey kiya nahi seekha
zubt ka hoosla barha laina
aanso’on ko kahin chupa laina
kaanpi dolti sadao’on ko
chup ki chader sey dhaanp ker rakhna
bay-sabub bhi kabhi kabhi hunsna
jub bhi ho koi baat tulkhi ki
mozuo-e-guftugu badul daina
bay-sabub tu nahi teri yaadain
teri yadoon sey kiya nahi seekha..
Re: teri yaadooN sey kiya nahi seekha..
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious *: *
**bay-sabub tu na theen teri yaadain
teri yaadooN sey kiya nahi seekha
zubt ka hoosla barha laina
aanso’on ko kahin chupa laina
kaanpi dolti sadao’on ko
chup ki chader sey dhaanp ker rakhna
bay-sabub bhi kabhi kabhi hunsna
jub bhi ho koi baat tulkhi ki
mozuo-e-guftugu badul daina
bay-sabub tu nahi teri yaadain
teri yadoon sey kiya nahi seekha..
[/QUOTE]
Kiya baat hai lajawab.... Kiya hoo giya hai aap koo aajjj.....
very nicce :k:
kool:k: keep up the gud work
:k: thanks 4 shain Vv…![]()
:k:
*sigh,…
:k:
![]()
excellent:k::k::k::k:
thanks sis:flower1:
Re: teri yaadooN sey kiya nahi seekha..
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
bay-sabub tu na theen teri yaadain
teri yaadooN sey kiya nahi seekha
zubt ka hoosla barha laina
aanso’on ko kahin chupa laina
kaanpi dolti sadao’on ko
chup ki chader sey dhaanp ker rakhna
bay-sabub bhi kabhi kabhi hunsna
jub bhi ho koi baat tulkhi ki
mozuo-e-guftugu badul daina
bay-sabub tu nahi teri yaadain
teri yadoon sey kiya nahi seekha..
[/QUOTE]
eik ** shaam** udaas larki hay
Pehlay taaray ko takti rehti hay
Roz num aankhon ke chiragh
sar e shaam se jalati hay
Nazum koi bhi ho judaii ki
dheray dheray yeh gun'gunati hay
Kitnay jadu asar hain yeh lamhay
baal suljatay! yaadon main ulaj jati hay
Gham ko day kar yeh mehrban bahain
Ab'la paa, Azad~ sehra safar ko jati hay
Adab Arz
(Azad)
bhut khoob:k:
:k:
Re: Re: teri yaadooN sey kiya nahi seekha..
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
eik ** shaam** udaas larki hay
Pehlay taaray ko takti rehti hay
Roz num aankhon ke chiragh
sar e shaam se jalati hay
Nazum koi bhi ho judaii ki
dheray dheray yeh gun'gunati hay
Kitnay jadu asar hain yeh lamhay
baal suljatay! yaadon main ulaj jati hay
Gham ko day kar yeh mehrban bahain
Ab'la paa, Azad~ sehra safar ko jati hay
Adab Arz
(Azad)
[/QUOTE]
bohat khoob, Thanx 4 sharing :)
Thanxxxxxxxxxxx All.. :)
Re: Re: Re: teri yaadooN sey kiya nahi seekha..
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
bohat khoob, Thanx 4 sharing :)
Thanxxxxxxxxxxx All.. :)
[/QUOTE]
koi baat nahi Sudaii jee