Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

Ek pal nahin jab tumhe humne pukaara nahin
Meri naakaamiyon ka itna bhi gum na kijiye
Agar aap jeete hain tau mein haara nahin
Ye naqsh-e-dard kaise utar jaaye chehra se
Maine abhi aapka gum dil se utara nahin
Tere bin yun kat rahi dariya-e-zindagi mein
Kashti bhi hai, maajhi bhi hai, kinara nahin
Kar rakhaa hai jisne saare ghar mein ujaala
Aansu hai mera ye koi toota hua taara nahin
Kisko gale lagaa ke rooyen bad-naseeb hum
Is bhari duniya mein apna koi sahaara nahin
Mareez-e-ishq hai tamannai khudkhushi ka ab
Gehre hain dil ke zakhm aur koi chaara nahin
Wo aa ke poonch den aansu hamari aankhon se
Itna bhi hamare haq mein naseeb hamara nahin

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

:k:

bohat hooooooooob

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

beautiful. ..

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

Very nice!

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

alfazon ka mala bana dee ap ne reet ji

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

Mareez-e-ishq hai tamannai khudkhushi ka ab
Gehre hain dil ke zakhm aur koi chaara nahin

Lajwab ........... bohat khoob

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

.

Zabardust ....... Reet G u post a few thread but alwaz touchy one .... pic is also very cool as usual ... i'll use this pic in my future presentation ...
Thx for sharing such a wounderful stuff .....

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

thnx to all of you for liking my intikhab.......!

Sannan ji hauslaafzai ke bahot bahot shukirya.........!

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

Mention Not Reet G

Re: Teri yaadon ke bina koi lamha guzaara nahin

Tere bin yun kat rahi dariya-e-zindagi mein
Kashti bhi hai, maajhi bhi hai, kinara nahin

[QUOTE]

[/QUOTE]

very very nice sharing....thanx.....!