Paesh qadmoon mein tere nazrana e dil bhi karein
Yaad aaey to teri yaadoon ko mehfil bhi karein
kashtiyaan ankhoon se jab door nikal jaati hain
hum to hum yaad tujhay ro ro kar sahil bhi karein
Hum dewanay to tere ghum ke bhi hain dewanay
chaut bhi khaein aur sabr o tahammul bhi karein
ek sayyane ne kaha hai sitamgar ban ke fais!![]()
es sitamgar se muhabbat bhi taghafull bhi karein