" Teri Yaad "
Ek to teri aawaaz yaad aayegi..
teri kahi hui har baat yaad aayegi..
din dhal jaayega raat yaad aayegi..
har lamha pehli mulaqaat yaad aayegi..
kabhi hasti kabhi roti kabhi muskurati..
ye zindgi tere bin bhi kat jaayegi..
par kuch kami isme bhi to reh jayegi..
dil ko tadpayegi kabhi tarsayegi…
har lamha teri yaad aa jayegi..
!!!..Aasmaan ko neendh aaye to sulaahein kahan,
Dharti ko maut aye to dafnain kahan,
Sagar mein lehar aye to chupahein kahan,
Hamein aap ki yad aye to jahein kahan…!!!