Dil-e-aarzoo ne mujhay dewana bana diya
Roye the na kabhi par tune rula diya
Tumhay meri yaad na aayi hogi bhoolay se kabhi
Par maine teri yaad mai zamana bhula diya
Bohat khoob:k:
thanx
Nanni si jaan par itna zul'm
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Nanni si jaan par itna zul'm
[/QUOTE]
iss duniya k karam hai sub
gr8:k:
shukriya