Teri umeed teraa intezaar jab say hai
Na shab ko din say shikayat na din ko shab say hai
Kisi ka dard ho karate haiN teray naam raqam
Gilaa hai jo bhi kisi say teri sabab say hai
Hua hai jab say dil-e-naasaboor beqaabo
Kalam tujhsay nazar ko baRi adab say hai
Agar sharar hai to bhaRke, jo phool hai tu khilay
Tarah tarah ki talab teray rang-e-lab say hai
KahaaN gaye shab-e-furqat ke jaagnewale
Sitara-e-sahar ham-kalaam kab say hai
[QUOTE]
*Originally posted by AsSweetAs: *
wah kya kehnay...
[/QUOTE]
Thanks AsSweetAs...
:)
Kisi ka dard ho karate haiN teray naam raqam
Gilaa hai jo bhi kisi say teri sabab say hai
bohat khoob :k:
Azad
May 31, 2003, 8:26pm
7
Kisi ka dard ho karate haiN teray naam raqam
Gilaa hai jo bhi kisi say teri sabab say hai
haan na yaar
hum jab bhi uss say hum kalam hotay hain
saray darakht pudak kar sarrak pe aate hain
koi tareeqa hay :(
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
:)
[/QUOTE]
Thanks for the smile....
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Kisi ka dard ho karate haiN teray naam raqam
Gilaa hai jo bhi kisi say teri sabab say hai
haan na yaar
hum jab bhi uss say hum kalam hotay hain
saray darakht pudak kar sarrak pe aate hain
koi tareeqa hay :(
[/QUOTE]
thanks :)
Thanks GKK…
Kafi arsay baad aap ko dekha, where have you been? Is everything OK???
Swera
June 1, 2003, 2:41am
14
Re: Teri umeed teraa intezaar jab say hai
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Teri umeed teraa intezaar jab say hai
[/QUOTE]
bohat khoob......
:)
Kafi dinhon kay baad aya ap kahan thay?
Re: Re: Teri umeed teraa intezaar jab say hai
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
bohat khoob......
:)
Kafi dinhon kay baad aya ap kahan thay?
[/QUOTE]
Thanks :)
Hum tu yaheen hee hotay hain, aksar o baishter... aaj kal aap Cafe main hoti na.... :)
Dilsay
June 1, 2003, 5:25am
16
Woo beautiful... i have been always looking for this one thanks for sharing
Azad
June 1, 2003, 6:37am
17
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Woo beautiful... i have been always looking for this one thanks for sharing
[/QUOTE]
yahi baat hay na keh aap idhar udher bhi daikhtay hain ..... hum samajhtay rahay aap sirf dug dugi ko daikhtay ho :D
Swera
June 2, 2003, 12:03pm
18
Re: Re: Re: Teri umeed teraa intezaar jab say hai
*Originally posted by WiseGuy: *
Thanks
Hum tu yaheen hee hotay hain, aksar o baishter… aaj kal aap Cafe main hoti na…
Phir hamain nazar kion nahin atay
Nahin hum yahan bhi hotay na…
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Woo beautiful... i have been always looking for this one thanks for sharing
[/QUOTE]
You are welcome Dilsay... :)
*Originally posted by WiseGuy: *
Thanks GKK…
Kafi arsay baad aap ko dekha, where have you been? Is everything OK???
u welcome:)
bus hum to khabhi diher(poetry) aur khabhi udhar(cafe) mein hotay hain:D
khabhi bhi kuch tehk nahi hota:(
anyways thanks for concerning:flower1: