Dareecha yaad ka khultay hi sab kuch lot atta hai Puranay manzaron ko ankh phir se dekh pati hai
Teri tasweer banti hai…Teri awaz atti hai
Ghalat hai yea
Ke koi guzray kal main ji nahi sakta.. Sarabon main banay darya se pani pi nahi sakta..