![]()
Just wanna share :k:
yoon to mein dikhlata nahi
teri parwaah karta hoon main maa
tujhe sab hai pata hai na maa
tujhe sab hai pata
meri maa
bheed mein yoon na chhodo mujhe
ghar laut ke bhi aana paaun maa
bhej na itna door mujh ko tu
yaad bhi tujh ko aa na paaun maa
kya itna bura hoon main maa
kya itna bura
meri maa
jab bhi kabhi papa mujhe
jor zor se jhula jhulate hai maa
meri nazar
dhoondhe tujhe
sochun yahi
tu aake thamegi maa
unse main ye kehta nahi
par main seham jaata hoon main maa
chehre pe aane deta nahi
dil hi dil mein ghabrata hoon main
tujhe sab hai pata hai na maa
tujhe sab hai pata meri maa
yoon to mein dikhlata nahi
teri parwaah karta hoon main maa
tujhe sab hai pata hai na maa
tujhe sab hai pata meri maa