Lamhay
1
**
Teri mohabbatoon ka sahara na mil saka
mujh ko talab thi jis ki woh payara na mil saka
yadoon ki hum ney rakh kuraidi bahut magar
koi bhi jalta bujhta sharara na mil saka
un hijar ki ratoon ki siyahi thi is qadar
jis mein koi bhi subah ka tara na mil saka
saahil ki justoojo mein bhatakti rahi magar
toofan mein kashti ko kinara na mil saka
**
Swera
2
toofan mein kashti ko kinara na mil saka
Wah!
Lamhay
8
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
Thanks Lamhay Aunty :-)
[/QUOTE]
ur welcome Anwaar Dada :D
Re: Teri mohabbatoon ka sahara na mil saka..!!
[QUOTE]
Originally posted by Lamhay: *
*
saahil ki justoojo mein bhatakti rahi magar
toofan mein kashti ko kinara na mil saka
**
[/QUOTE]
:( Beautiful.
AQ
13
bhataa kidhar hay aaj kaa
?
Lamhay
14
Re: Re: Teri mohabbatoon ka sahara na mil saka..!!
[QUOTE]
*Originally posted by Nadia_H: *
:( Beautiful.
[/QUOTE]
Thanks Nadia !
Lamhay
16
kiya
samjh nahin aya kia bolrahay hain?
AQ
17
bhatta = haftaa = chandaa:D
Lamhay
18
[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
bhatta = haftaa = chandaa:D
[/QUOTE]
Oh acha ji !
Re: Teri mohabbatoon ka sahara na mil saka..!!
Wah wah… kya khoob ghazal post ki hai aap ne … :k: Bahut kuch yaad agaya aap ki yeh ghazal parh kar aur ji udaas hogaya 
Khush raha karain … !