aaja k teri yaad men jal raha hon men*
aaja k teri yaad men machal raha hon men* aaja k teray naam say hai zaat hamari -aaja k teray saath say hai baat hamari -aaja k meri aas bhi ab tootnay na paye-
aaja k mujh say haath tera chootnay na payei -aaja k ab to saans bhi meri thami si hai-
**--aaja k ab to bas ik teri kami si hai*--