Teri kahi har pichlee baat naie baat say Gilaa karti hay

aur Chaltay Chaltay :slight_smile:

**Teri har ik baat say ab tau apni OQAAT pataa lagtee hay
Teri kahi har pichlee baat naie baat say Gilaa karti hay

Apni baat kaa paas jub koie khud naa rakhay
Kiss gunah kee saza hay kay dil par choT lagtee hay

Karo dosti aaj, toRR dau kall, naye dost haiN piyaaray
Mar gaye woh kay jin kee har baat tum ko bud-duaa lagtee hay

maiN jo kehta raha woh tujh ko zakham deta rahaa
mujh ko zakham miltaa rahaa woh baat tum ko mazaaq lagtee hay

Iss baz’m ko choR dooN ye bhee buss maiN nahiN Anwaar
sirf tu hee tau yahaaN nahiN, har ik ko choRtay dil ko ik Thees lagtee hay

**

–Anwaar

PS: 10736.D_TANHAI

Bohat achay...

nice.....

:teary1: :k:

thank you "all" :-D

Tikhi: ro kiouN rahi ho?:)

Re: Teri kahi har pichlee baat naie baat say Gilaa karti hay

[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *

aur Chaltay Chaltay :)

**Teri har ik baat say ab tau apni OQAAT pataa lagtee hay
Teri kahi har pichlee baat naie baat say Gilaa karti hay

Apni baat kaa paas jub koie khud naa rakhay
Kiss gunah kee saza hay kay dil par choT lagtee hay

maiN jo kehta raha woh tujh ko zakham deta rahaa
mujh ko zakham miltaa rahaa woh baat tum ko mazaaq lagtee hay

**

--Anwaar

PS: 10736.D_TANHAI
[/QUOTE]

:(

:k: …and :frowning:

very nice... :)

shukriya

Re: Teri kahi har pichlee baat naie baat say Gilaa karti hay

:teary1:

Nice 1

TumhaiN kiya ghumm agar looTay gaye Raah-e-Mohabbat maiN
Ye Baazi humm nay haari hay
sitaarO! tum tau so jaao
ParaishaaN raat saari hay...

hummaiN bhee neend aa hee jaaye gee
hum bhee so hee jaaieN gey
abhi kuch bay qaraari hay

sitaarO! tum tau so jaao
ParaishaaN raat saari hay...

^^ both r pretty :frowning:

:k::k:
thanx!

second one is not mine:( it’s a song…:slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Anwaar Qureshi: *
second one is not mine:( it's a song...:)
[/QUOTE]

doesn't matter both r beautiful:)