Tujhey kia sunaaon aey dil rubaa
Teray saamnay mera haal hay
Teri ik nigaah ki baat hay
meri zindagi ka sawaal hay !
meri har Khushi teray dam say hay
meri zindagi teray Gham say hay
Tere dard say rahey beKhabar
mere dil ki kab ye majaal hay !
Teray ishq par hay meri nazar
mujhay subah shaam ki kia Khabar
meri shaam hay teri justjoo
meri subah teraa Khayal hay !
meray dil jigar mein samaa bhi jaa
rahay kiun nazar ka bhi faaslaa
k tere baghair o jaan-e-jaan
mujhay zindagi bhi muhaal hay !
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
:k:
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
lovely!
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
thx both of ya
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
:k:
SJ
6
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
its Really awesome!!!
Bohat Khoob!
:)
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
thx again
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
hmmmmm
copy paste :)
nice sharing .
ehsan
9
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
Beautiful song, I think it was sung by Talat mahmood.
Nice. :k:
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
thx moon and ehsan bhai
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
dil khush hogaya perh k best sunny boy
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
^ thx
Daanie
13
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
nice sharing :)
Re: Teri ik nigaah ki baat hay
^ thx