Hai kano me gungunati abh bhi teri awaz, yah kahin tunne mujhe yaad kiya hai.
Hai nazar ata har jaga ab bhi tera chehra,
Yah kahin khwabo me tunne mera naam liya hai.
Hai rukki hui abh tak meri dhadkane,
Yah kahin tumne milne ka faisla kiya hai.
Hai lagne lagi haseeeeen yeh duniya,
Yah kahin akhhon se tunne iqraar kiya hai.