**Teri arzoo main humne Baharon ko dekha,
Teri justaju main humne Sitaron ko dekha,
Nahi mila tum se badhkar in nigahon ko koi,
Humne jiske liye hazaron ko dekha..**

Re: Teri arzoo main humne Baharon ko dekha
sahi kehte hai muhabbat andhi hoti hai ![]()
Re: Teri arzoo main humne Baharon ko dekha
lagtaa hai chashma lagaa ke dekhaa...
chashma utaaro, phir dekho, yaaro!
dunyaa naii hai, chehraa puraanaa!
Re: Teri arzoo main humne Baharon ko dekha
lagtaa hai chashma lagaa ke dekhaa...
chashma utaaro, phir dekho, yaaro! dunyaa naii hai, chehraa puraanaa!
Wah Wah :D
Re: Teri arzoo main humne Baharon ko dekha
hazaron ko ? ![]()