na kamal-e-fun hi mila mujhy na jamal husn khyal ka
main to na tamam jawab ho kisi dosry kay sawal ka
meri sa’ae say na simt saka tery mery dard ka fasila
karain zindagi kay suprd kya ye to silsila hai malal ka
mery aa’ino main jami rahi woh jo raig-e-dasht-e-farak thi
mujhy phir aseer na kar saka koi rung mazi-o-haal ka
kahay kya kisay, koi kya sunay ye hadees dil ka muamla
na fasana laila-o-qais ka na hai qisa heer sayal ka
jisay khojti hi rahi sada tery harf harf main roz-o-shub
teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
Buhat khoob, thanku for sharing:-)
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
:k:

Zabardast
Paglee
5
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
:k:
*

lo kArlo bAAt
lol
my cuzin sAys thAt soo i took it tooo
lol
heheheheheheheheheh
IS
7
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
NIce Sharing Sis :-)
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
jisay khojti hi rahi sada tery harf harf main roz-o-shub
teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
very nice shab thanks 4 sharing :)<!-- / message -->
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
AALA =) thanks for sharing =)
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
beautiful.
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
Wah :k: 
Re: teri ankh main tha chupa huwa woh jawab mery sawal ka
Bohat khoob......:)