Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai

ye uthe subah chale ye jhuke shaam dhale
mera jina mera marana inhi palako ke tale

ye ho kahi inaka sayaa mere dil se jata nahi
inake siva ab to kuch bhi nazar mujhako aata nahi
ye uthe subah chale ye jhuke sham dhale mera jina
mera marana inhi palako ke tale

thokar jaha maine khai inhone pukara mujhe
ye hamasafar hai to kafi hai inaka sahara mujhe
ye uthe subah chale ye jhuke sham dhale
mera jina mera marana inhi palako ke tale

teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai

:wub:

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

yeh nazam hai,ghazal hai ya paragraph?

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

ye to geet hai.. waise aap ko kiya lagta hai

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

:hayaa: achaa :eek: :eek:

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

abhi is ki shakal darust ho gye hai

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

hmm…Ab to isi terhan ki cheezyn milayn gi parhny ko…:hmmm:

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

:hmmm: wo kaise?

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

:hmmm:

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

kia hai uncle kab kisi ki aankhen achi nahin lagi aap ko? itna kia soch rahe hain?

Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

Kis Ki ankhen Dekh li Muqaw :hmmm:

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

raat koh load shedding kay doraan billi kee. :hehe:

Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

Hahahah kitni cute lagti hain na andhere Mai billi Ki aankhen :D

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

Andhere mein bethnay walon ka yehi haal hoga. :D

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

hai koi jis ke liye Shaikh Ayaz ne kaha tha:

Jinhn ja nehtha nain eyan
jiyan rinna main raat tharre
koi keyan karre

and Ustad Bukhari had said:

ihye nain tunijha wai nimana nimana

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

bheegi billi :hehe:

Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

Per aakhir ker? Khabar ta pawe :hmmm:

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

Depika

Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

Mai samjhi katrina hogi:

Re: Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

I hate that robot

Teri Aankhon ke siwa duniya main rakha kiya hai

Haroo buroo :emmy: