apne aaj ko humne aaj tere naam kiya
apne kal ko tujpay qurbaan kiya
apne dil ko teri dharkano kay naam kiya
teri awaz ko apni jind kay naam kiya
nazar ko apni teri nazar kay naam kiya
teri yaado ko kitab ka naam diya
mohabbat ko teri lailla ka naam diya
ishq ko apne mohabbat ka naam diya
Re: Tere naam
Mashallah ![]()
Re: Tere naam
wah be wah kya kaaam kiya!
Re: Tere naam
It’s beautiful. Mere dil ki awaaz hai yeh… wow.
Very nice :k:
Re: Tere naam
bhut khoob:k:
Re: Tere naam
nice:k: