Ajab Haal Main Thay Hum Jub khud Say Milay
Kiye Kuch Faisly Aur Kuch Shikway Gilay
Baawajood Kay Faslay Hain Darmiaan Hamaray
Tub Bhi Guzar Daingay Zindagi Tere Saai Talay
Teri Aamad Say Jagmagati Hain Raatain Meri
Gulshan Gulshan Teri Khusbu Say Gul Khilay
Teri Intizaar Ke Hadain Sarhadain Bun Gain
Aisa Laga Kion Kay Tum, Saddion Kay Baad Milay
Abhi To Aai Ho,Ruko Hamesha Kay Liye,Naa Jaao
Saai Bhi Doob Jain Gay Tere Firaq Main Sham Dhalay