***Tere hone par bhi khud ko tanha samjhon
Main bewafa hon ya tujhko bewefa samjhon?
Teri berukhi se waqt to guzar gaya hai mera
Yeh khud’daari hai ya teri anna samjhon?
Tere badh kya haal hua hai mera
Yeh teri inayat hai ya saza samjhon?
zakm dete ho aur marham bhi lagate ho
Yeh teri adat hai ya ada samjhon?***