Tere Ho Janey Ka Ayzaz

Is jahan ke dukhon se nijat mil jayay
Tum jo mil jao tu hayat mil jayay

Phir bhatak na payein kadam mere rastay say
Tum jo rahoo saath tu har manzil mil jayay

Dhanak utar jayay meri har sooch main
Meray khayal ko ju uus ka khayal mil jayay

Is tarha say kabhi woh ho jayay mera
Jaisay chand ko chandni raat mil jayay

Saat-e-deed ho jaye kabhi jo mayaser mujh ko
Meri aankhon ke samander ko nayab mil jayay

Meri muskaan uus ki masihaayi karay
Ayy Khuda aaisa koi kamal mil jayay

Youn bhi ho kabhi tham kar daman uus ka
Har khushi mujhay bay hisab mil jayay

**Kahin aaisa na ho ke khushi sai mar jaon main
Teray ho janay ka ayzaz gar jo mil jayay
**

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

beautiful! thanks for sharing maham.

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

**
[QUOTE]
**Youn bhi ho kabhi tham kar daman uus ka
Har khushi mujhay bay hisab mil jayay

***Kahin aaisa na ho ke khushi sai mar jaon main
Teray ho janay ka ayzaz gar jo mil jayay
*

[/QUOTE]
**

buhat khoob maham ji

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

Is jahan ke dukhon se nijat mil jayay
Tum jo mil jao tu hayat mil jayay

wah wah maham g kia qurban ho janay wali ghazal share key hay aap nay ....

Kahin aaisa na ho ke khushi sai mar jaon main
Teray ho janay ka ayzaz gar jo mil jayay

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

Bohat shukriya...
HH,Ehsass n Sannan gee aap ka mera intikhab pasand karney ka

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

yaaar damn tht was sweet..
thank u soo much for shairng.. bohot acha laga parh ke..

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

*Nice one Asusual :-) *

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

Thanks both of u for liking my post....!

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

:lajawab: its pretty nice.

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

Thx sour candy

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

:k:

Re: Tere Ho Janey Ka Ayzaz

Thanx...*PA *