Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

**Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya
Woh kisi gulab ka jism tha jo meri kitab main reh gaya

Meri baat baat main roshni mere harf harf main dilkashi
Tu mere shareek-e-wisal-e-jan meri kitab main reh gaya

Koi phool ban k bikhar gaya koi baat ban k bighar gai
Na sawal koi laboon pe hai na gila jawab main… reh gaya

Tujhe kia bataen k kiya hua woh saroor-e-raqs-e-wafa gaya
Na gunah main rahi baat woh na maza sawab main reh gaya…**

Umdah Intikhaab Babri..:k:

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

nice 1 barbie :)

Na sawal koi laboon pe hai na gila jawab main... reh gaya

Lajawab
taref nahe ki ja sakti
way to go

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

:lajawab:

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

lajawab babri

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

:lajawab: babri :slight_smile:

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

Meri baat baat main roshni mere harf harf main dilkashi
Tu mere shareek-e-wisal-e-jan meri kitab main reh gaya

Kya baat hai umda sharing :k:

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

App Sab Doston Ki Pasand Ka Bohat Shukarguzar Hoon.

:bb:

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

behadh khoob :)

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

Bohat khoob Babri :k:

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

nice...

Re: Tere harf-o-lab ka talism tha meri aab-o-taab main reh gaya

Koi phool ban k bikhar gaya koi baat ban k bighar gai
Na sawal koi laboon pe hai na gila jawab main... reh gaya

Tujhe kia bataen k kiya hua woh saroor-e-raqs-e-wafa gaya
Na gunah main rahi baat woh na maza sawab main reh gaya...

Bohat ahla