meine to phool samajh ke wo khat patthar ke saath fainka tha
** Mujhe kya maloom uske nishane pe tera baap baitha tha**
jab maine kaha, Upar wale tera sahara hai
** Tumne kyon samjha, ki mujhe aashiq ke baap ne maara hai**
Teri gali se mere aashiq, mein gujarta zaroor **
** Par tere baap ke katkhane kutte se, dil darta hai huzoor
Itni jaldi aap, chand taron ki farmaish sunane lage
** Apni jeb ka haal dekh ke, hum to gush khane lage**
jab bhi mujhe Taj Mahal banvane ka khayal aata hai
** sangemarmar ka rate sun ke kaleja munh ko aata hai**
Tu kahe to bhar doonga tere baap ka hukka
** Par us se kah do bewazah na chalaye thappar, laat aur mukka **
Tu husn ki daawat hai, kabhi to meri nazar ko bhaanp **
** Tu khazana hai aur tera baap kundli wala saanp