**Abhi to mout say pehlay
hazaroon baar marna ha
abhi say thkk gaye hun main
abhi to jan baki ha
dil o jan ki hadoon say bhi
kaheen aagae, bohat aagay
mairi bay antt chahat ko
khiaal o khaab hona hai.
mujhay maloom hai mujh ko
bohat barbaad hona hai.
**
Re: Tere Baad…
Maya i loved it…i m speechless. boht hi umdah sharing hai :k:
Re: Tere Baad....
thank you RabZZZ
Amarbail
Innocent Smile
Amal
Aryaan
and Clad
Re: Tere Baad…
bohat alaa maya per ap ki “tarrian” to bohat zada thaki hui lag rhi hain 