*TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu*

:vivo: gul-e-tasbeeh MM aap ki behan hain:naraz:..Allah talah Gul-eTasbeeh ko MM ko jheelnay ka aur himmat-o hosla de

:hmmm: Masoom Muskaan kko dekh kar kuch acha impression nai parhta magar waisay a nice ,friendly girl comes to my mind :phati: