*TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu*

wah shabo chaa gaye ho tusi :)

***chashm e beena ko zarorat nahi qandeeloN ki***
***heiN baraber shab e hijar o shab e maah mujhey***

chalo kisi nay to Maah koyaad kya ;)

jee nahi this is mine :bobo: .. :snooty:

apni billi jaker dhoondo.. :smilestar:

**OKi friends next qurabanee ka bakra ops i mean bekree oops phol ke tesbeh :hehe: whatever **
**apko enka id dek ke kesa fel hota jelde jelde aker bedla leyn , derne ke zeroret nehe he ke ye mere sis he, jo beh kehna he dil khol ke kehyn :hehe: **

GuL-e-Tasbeeh

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

namazoon k baad parhnay wali tasbeeh ki yaad a jatee hai :naak:

aur aik umr raseeda khatoon ka image zehen mein banta hai

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

^ :rotfl: she is 22

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

:aq: nick parh k aur gul ki sharing parh k jaisa lagta hai meinny woh bataya
ab nick k sath age thoree likhi hotee hai :chai:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

mere sis phol jese nazuk he :blush:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

ahem ahem … GUL … ab main kia kahon

she is one of my Khala in Poetry Forum :blush:

and i always admire her collection of poetry

P.S. Khush Raho , Apnay Kharchay par :mocking:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

both come with wonderful sharings

shab has shared some wonderful ghazals and Gul comes with awesome poems :slight_smile:

donon hi Poetry section ka baish qeemat asaasa hain :bb: :bb:

ab rahi baat ke nick daikh kar kaya khayal aata hai tau mere khayalat mujh tak hi rehne dain :smiley:

:vivo: gul-e-tasbeeh MM aap ki behan hain:naraz:..Allah talah Gul-eTasbeeh ko MM ko jheelnay ka aur himmat-o hosla de

:hmmm: Masoom Muskaan kko dekh kar kuch acha impression nai parhta magar waisay a nice ,friendly girl comes to my mind :phati:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

Nick se n sharings se lagta hai madam bohat buzurg aur naik saadat mohtarma hain but hain thori chalaak Mus Mus Ki Bari Sis Hain akhir ko taiz to hongi he :p aur AQ bhai ki bari fan hain :) cuz sirf unhi ki poetry images mein edit karti khud apni sharings simply post kartiiii :p

Jahan rahiye khush rahiye n bechari mus mus ko tang na kia karein jabhi woh yahan hum sab ko tang karti :p

Waqai :blush:

Aur Main Bikul Kaantay Ki Tarah Sakht :cb:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

MM ke behan MM say bari hai
MM say ziada samajhdar hai
MM say ziada tang bhi nai karti hoon gi
MM jaisay danda bhi nahi uthaye rakhti hoongi
MM say behtar urdu bhi ati hogi
MM ke tarha:crying: bhi nahi hoongi

:phati:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

^Tum Tou Shaa’eera Ban ga’een :hehe:

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

:hmmm: main

:blush: haan wo to pehlay bhi thi

ap ko kabhi pata hi nahi lagnay diya:phati:

Tumhara Yeh Bhai Bhi Poet Hay :fatee:

Magar likhta sonay k Baad hoon :sleep:

Aur Utthnay K Baad Bhool Jaata Hoon keh Kiya Lik’kha Tha :smiley:

hello yahan to guppen chal rhi hen…but likhna kis k bare men hy…:konfused:

For GUL:

**Dil-o-nazar maiN basaa huaa hai
Tu chaaNdni kaa banaa huaa hai

Zaheen AaNkhaiN haiN, saru qaamat
Gulaaaab chehra hai, baal khushboo


Tu boL uThay tau lafz khushboo
Tu soch laY tau khayal khushboo

Teray takallum say ba'n gaya hai
jawab khushboo, sawal khushboo!**

Re: TeraY Takallum say bun gaya, sawaaL khushbu, jawaab Khushbu

Kuch aesey log jo zehan se bhulaaey nahi jaatey
***kuch aesey lamhey jo dil se mitaa'ey nahi jaatey

GOD BLESS YOU