teray shehar say

Hum aa ker teray shehar say wapis na jain gay
ye faisla kia hay tujhay dekhnay kay baad
pooja karo ya naqsh-e-qadam choomta rahon
ghar kaba ban gaya hay tujhay dekhnay kay baad
sajda tujhay karo ga tu kafir kahay gay log
per ye kon sochta hay tujhay dekhnay kay baad

[RIGHT]

http://allmaza.com/images/IPBPRO/misc_IPBPRO/progress.gif

[/RIGHT]

Kehtay hain tuj ko loug Maseeha , magar kahan
Ik shaks mar gaya hai , tujhe dekhnay ke baad.

very nice ;)