Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

Teray Dil Mein Meri Sansoun Ko Pana Mil Jaye
Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

Rone de aaj hamko do aankhen sujaane de
Baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de
Hain jo seene mein qaid dariya woh choot jaayega
Hai itna dard ke tera daaman bheeg jaayega

Adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham
Magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham

Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa

:slight_smile:

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

:yawn:

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

:sleep:

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

Bhai …

yeh bey naam mohabbat namay likhnay ki aadat gai nhi abhi tak :smilestar:

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

eh?

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

I don’t know why but I’m just in love with this track:emmy: :wink:

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

...is this a new or old track?

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

It's from the movie fanaa. Released about two weeks ago.

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

:emmy:

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

kya baat hai Fanaa(movie) ki.. such a beautifull movie!
aurkya sher-o shayari hai, do u have seen the movie?

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

ab naam-e-mohabbat pey ilzaam to aaya hai
tum jooo bhi saza dey doo ser hum ney jhukaya haii
:teary2:

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

ai hii.... ye sab ko kia piya vyar hogay hai?

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

aisa hi kuch ;)

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

Movie was pathetic, songs and sher-o shayari was :k:

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

yep but joh movie ke shuru mein aamir khan & kajol sher-o shayari karrahe thay woh internet pe khin nhin mil rahi ...do somebody know where i can find it ya aggar khud ptah ho to bta dein

Re: Teray Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaye

kem films daikha kero ghooring
aray ebchay aur bhi ghum hain zemanay main muhabbat k siwa