o-bewafa aa sun zara meri rooh par guzaree’n jo qaya’amtain
mera dil dukha to bohat magar meray lub pay ab bhi gila nahi
tera bus na tha to kyu mujhay naye mousamoo’n ki naveed di
tu mujhay paeshgi mai jo day gya woh phool ab tak khila nahi
thi jin mousamoo’n mai teri wapsi mai ab bhi ho unka muntazir
par woh fasl-e-gul kaha rah gaye mujhay ab to kuch bhi pata nahi
tera raaz jo mujh pay na khul saka mujhay dosroo’n say pata chala
teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
teray dostoo’n mai tera bharm rahay yehi soch kay mai chup raha
jo nigah mai tha woh chupa liya jo dil mai tha kisi say kaha nahi
NaMaan
2
Re: teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
wow … really nice one … specially last two verses … 
Ali_2
3
Re: teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
*tera raaz jo mujh pay na khul saka mujhay dosroo’n say pata chala
teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi *
buhat khoob 
Re: teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
Veryyy Nice Sharing shabbo.. :k:
Re: teray ehd-o-pemaa'n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
Very nice , Aaj kal Amal ki poems post ho rahi heiN :-) anyhow itni baar parh li hey ke poetry yaad rehney ki bijaaey bhoolney lagey heiN
muncho
8
Re: teray ehd-o-pemaa'n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
tera bus na tha to kyu mujhay naye mousamoo'n ki naveed di
tu mujhay paeshgi mai jo day gya woh phool ab tak khila nahi
thi jin mousamoo'n mai teri wapsi mai ab bhi ho unka muntazir
par woh fasl-e-gul kaha rah gaye mujhay ab to kuch bhi pata nahi
khubsurutfully khubsorat
Re: teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
tera raaz jo mujh pay na khul saka mujhay dosroo’n say pata chala
teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
sha’er bohat pakay niqaly raaz raaz he rakha 
Re: teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
nice :k:
Very nice , Aaj kal Amal ki poems post ho rahi heiN :-) anyhow itni baar parh li hey ke poetry yaad rehney ki bijaaey bhoolney lagey heiN
mai isliye to yaad nahi karti poetry taky jitni bar parho new lagay :)
Re: teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
wah bohat khoob :k:
Koyal
13
Re: teray ehd-o-pemaa'n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
bohat khoob shabo :)
ruswa
14
Re: teray ehd-o-pemaa'n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
Beautiful Sharing Shabo
Re: teray ehd-o-pemaa’n mai bharay huway kisi lafz mai bhi wafa nahi
good stuff :k:

:k: very hi nice