main youn kaisa kaisa jiya
aaj dil bhut kush hey … hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
samajh nahin aa rahi koon sa gaana gaoon … ![]()
main youn kaisa kaisa jiya
aaj dil bhut kush hey … hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
samajh nahin aa rahi koon sa gaana gaoon … ![]()
Re: teray bin
ye gaaao..
"Ay watan kai sajeelai jawanooon.. mere naghMAi tumharai liya hain....." :o
Re: teray bin
![]()
Re: teray bin
![]()
Re: teray bin
Janwar bhai yaad agaye ![]()
Re: teray bin
what about before/after that ![]()
Re: teray bin
unkle falker .. yea bhi tu ga saakti hoon … Pak sur zameen shaad baad ![]()
shobi ![]()
innocent smile … kabhi kabhi meray dil main khiyaal aata hey
aap bhut musulmaan hain
Re: teray bin
muppet..
ye milli naghMa hai.. :o
Re: teray bin
bfore and after b haram he hain liken
ramzan mai agar koi naik kaamkaroo gay to us ka ajar 10 gunh barh jata hay and esi terha agar koi bura kamakaroo gay to us ka b ajar 10 guna hota hay
is liay try to avoid buray kaam during the holy month of ramzan and zaida say zaida achay kaamkarnay ke koshish karni chiay ![]()
Re: teray bin
banday ko achi baat kehni chiay coz achi baat kehna sadqa-e-jariya hay
Re: teray bin
innocent _smile .. main nay kuch ghalat kaha
kia aap achay musalmaan nahin
Re: teray bin
UNKIL mara kyo ![]()
Re: teray bin
![]()
mai nay kab kaha k aap nay galat kaha ![]()
Re: teray bin
piyaar mai maraa ISlo.. jab millo gai tou AOR BHI piyaar millai gaa.. ![]()
Re: teray bin
naheen… ye YAKTARFAA piyaar hai.. :o