Nayab
1
Teraa Khayaal dil se miTaayaa nahiiN abhii
bedard maiN ne tujh ko bhulaayaa nahiiN abhii..
Kal tuune muskuraa ke jalaayaa thaa Khudd jisse
dil se woh charaaG bujhaayaa nahiiN abhii..
Gardan ko aaj bhii tere baahooN kii yaad hai
chaukhaT se terii sarr ko uThaayaa nahiiN abhii..
Behosh ho ke jald tujhe hosh aa gaayaa
bad-naseeb hosh meiN aaii nahiiN abhii..!!
Azad
9
bad-naseeb hosh meiN aaii nahiiN abhii..!!
Itni dhair sari moft main peenay ko mili kahan say?
system
11
Kal tuune muskuraa ke jalaayaa thaa Khudd jisse
dil se woh charaaG bujhaayaa nahiiN abhii..
thanx 4 sharing :k:
riva
13
Re: Teraa Khayaal
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Teraa Khayaal dil se miTaayaa nahiiN abhii
bedard maiN ne tujh ko bhulaayaa nahiiN abhii..
Kal tuune muskuraa ke jalaayaa thaa Khudd jisse
dil se woh charaaG bujhaayaa nahiiN abhii..
Gardan ko aaj bhii tere baahooN kii yaad hai
chaukhaT se terii sarr ko uThaayaa nahiiN abhii..
Behosh ho ke jald tujhe hosh aa gaayaa
bad-naseeb hosh meiN aaii nahiiN abhii..!!
[/QUOTE]
bohat khoob surat khayaal hai.
Re: Teraa Khayaal
[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *
Behosh ho ke jald tujhe hosh aa gaayaa
bad-naseeb hosh meiN aaii nahiiN abhii..!!
[/QUOTE]
nicework !
Daagh
16
very nice Nayab :)
Kal tuune muskuraa ke jalaayaa thaa Khudd jisse
dil se woh charaaG bujhaayaa nahiiN abhii