Dania
1
Khushk pattay urtay hain meray dareechay sey
main har ek pattay par tera naam likh deti hoon
agar koi poochta hai mujh sey mera pata
main har uss kaghaz par gumnaam likh deti hoon
andheri raat main jab bhi baychain hoti hoon
main teray naam ek kalaam likh deti hoon
Re: Tera Naam likh deti hoon
[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
andheri raat main jab bhi baychain hoti hoon
main teray naam ek kalaam likh deti hoon
[/QUOTE]
Bahaut Khoob.
reet
6
Re: Tera Naam likh deti hoon
lovely…:k: