**Hawaa, ja kar us se kehna
Ji us ne phool bhejay thay
Un phooloon se ab khushboo nahee aati
Bas, us ki yaad aati hai
Us ki yaad mein ab hum
Na jeetay hain na martay hain
Bas, issi aag mein har wakt jaltay hain
Badan se jo lippat kar
Rooh tak ko jalaati hai
Magar us ko khabar hai kya
Jis ki yaad main
Tanha hum sulaghtay hain
Yeh jo khud ko jalaatay hain
Ussay kya yaad aatay hain ?
Bataa kuch tu hi humein
Woh yaad kartay hain ke nahee
Ke jis ka naam hum aksar
Sar-e-Saahil likhtay hain
Jis ke wasl ki khaatir
Samundar ki hawaoon ke sabhi dukh jhaila karte hain
Us se kehna
Hum us ko yaad karte hain
Yeh aankhain us ki furqat mein
Humein ab khoon rulaati hain
Sataati hain
Hum us ki yaad se dil ko bahut abaad rakhtay hain
Hum us ke laut aane ka yaqeen rakhtay hain
Ussi ko yaad karte hain
Us se kehna, hum ussay ab bhi pyar karte hain...**
wah bahut khoob! **
karam itna woh farmanay laga hai ,
bhulanay per bhi yaad anay laga hai(lamhay)**
Wah.. .Its nice... :biggthumb
Wah … :k:
:k: ![]()
Hum us ki yaad se dil ko bahut abaad rakhtay hain
Hum us ke laut aane ka yaqeen rakhtay hain
Ussi ko yaad karte hain
Us se kehna, hum ussay ab bhi pyar karte hain…
bahut hi Alla
waisey aap ko batao yaqeen rakhna yehi sab sey bari umeed hoti hai our umeed par hi duniya kaaim hai …thanx 4 sharing:flower1:
Beautiful :k::k:
great:k: ![]()
Great!
As always.
bohat khoob :-)
its beautiful :)
very nice :k:
Thanks all ...
:k: :k: