Tera Dard Tha, ............

Tera Dard Tha,
teri aas thi,
mai jider gaya
mai jahan gaya
mera din to yunhi guzar gaya,
yunhi shaam hoie mai bikhar gaya
is aber ka meray yaar say,
kitna milta julta mizaaj tha,
kabi tooot kar bars gaya,
kabi bay-rukhi say guzar gaya
koi baaat b na keh saka,
bus thorhi dair ka sath tha,
wo mila raat khawab mai,
junhi subah hoie bicher gaya
jab chorh doon ga mai wo gali,
usay yaad aiay ge tab meri,
wo dhonday ka mujay gali gali
aor
khabar milay gi mai MAR gaya…

chup kero ganday bachay :smilestar:

:teary1: marnay ki bataiN nahi kertay.

Tumhain Barri Jaldi Hay Marnay Ki :smilestar:

Re: Tera Dard Tha, ............

Very nice.

Re: Tera Dard Tha, ............

hmm nice

Re: Tera Dard Tha, ............

:(

Re: Tera Dard Tha, ............

aala

wahh Beautiful :k:

Re: Tera Dard Tha, ............

wonderful!!!!!!!!

Re: Tera Dard Tha, …

Thanks All :slight_smile:

:sadiyah:

:bummer:

Re: Tera Dard Tha, ............

Beautiful sharing IS lakin aj kal kahaN hotey koi PM b nahi ata :(

Re: Tera Dard Tha, ............

Thanks :-)
main apne ghar mai hota hon :p

yea PM kaya hota hay :p

Re: Tera Dard Tha, …

:hmmm:

Re: Tera Dard Tha, ............

very nice

Re: Tera Dard Tha, ............

wo mila raat khawab mai,
junhi subah hoie bicher gaya
jab chorh doon ga mai wo gali,
usay yaad aiay ge tab meri,
wo dhonday ka mujay gali gali

**
Fantastic yar, very nice. :)

:aq:

Thanks :slight_smile:

Thanks :slight_smile:

Re: Tera Dard Tha, ............

bahot khub Imran bhai. kaese hein aur kahan gum hein?

Re: Tera Dard Tha, ............

Thanks Sis \
main theak thaak ALLAH ka sukar hay aor yahi hon aap kesi hain

Re: Tera Dard Tha, ............

*
is aber ka meray yaar say,
kitna milta julta mizaaj tha,
kabi tooot kar bars gaya,
kabi bay-rukhi say guzar gaya
jab chorh doon ga mai wo gali,
usay yaad aiay ge tab meri,
wo dhonday ka mujay gali gali
aor
khabar milay gi mai MAR gaya.........

beautiful.....*

Re: Tera Dard Tha, ............

Nice, VVVVVVV Nice