Teesri aankh aur uss ki jaga

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

[EMAIL=“P@GL”]P@GL! naY Farmaayaa

:bummer:
laikin aisee buQraati shakal banaanaY kee tojeeh naheeN dee

i cant read urdu
apnaY un-paRh honaY kaa moo boltaa saboot faraaham karnaY kaa shukriyaa

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

agar teesri aankh hoti to wo sar kay pichay hoti...

sar kay pichay aik ghost ka tukraa baRhaa hova hota jis kay andar aankh hoti aur ye aankh 180 degrees ghoom sakti.... then one would've had 360 view

chahy seedhay chalo chahy ultay :D

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

teesari ankh app peechay fit karo , abb woh chahay neechay lagaoo yah oper kam aik jesa he karay ge :slight_smile:

or raha sawal fieda ka tu humhari speacially larkoo ke ankhay tu gunha-gar hoti hai . . . . 2 ankhay kay gunnah kia kum hai jo teesi light bhi khool rahay ho :bailan:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

:slight_smile: :omg:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

kafi rangeen nazar atay hai ghalib sahab kay agay say dil nahi bhara kese ko dekhnay ka tu peechay say dekh leyah :p

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

did u actually get any of it… in another post u asked wot mizaaj was and this was way harder urdu than that :clown:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

haan kabhi kabhi aisi zaroorat bhi par jaati hai... just imagine the possibilities :D

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

Chacha, peechey ankh ke faiday to buhat hain wesey... aap zara rooshni dalna pasand karain ghay ke wo kya kya hain?

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga


aik tau yehi kaY peechaY kaa nazar aa jaataa hai.

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

:chai: no i was laughin:halo:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

kabhi aapnay dimaagh ko bhi zehmat diya karo :smilestar:

lazy ppl :snooty:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

caz u dint get it… :hehe:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

Nazaarrr to ata hai par main chah raha tha ke chacha jee thori uss par roshni daal detey tou asaani ho jati hum sub bachon ko samajhney main

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

:chai: yes that would be correct

to phir chacha aap bataye kya kaha

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

teesri aankh ka to nahin pata albata teesri taang ka bata sakta hoon kahan ho sakti hai :snooty:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

hey :grumpy: keep it clean.

Jaan leva: i know where u’r goin… apnay khayalaat ko meri zubaan say adaa karwana chahty ho :stuck_out_tongue:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

Ghablib ka kalaam ho aur ghalib ki zubaaan bhi ho to beja beja ho jaye ghi. :cb:

Humarey khiyaalaat ka izhaar agar app shairana tareekey se karain ghay tou sirf samajhdaaar samajhain ghay na

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

anna janwar :omg:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

^ wot the :konfused:

Re: Teesri aankh aur uss ki jaga

oh bhai meray… tum baiJaa baiJaa kay chakkar main mujhe uthwaa kay gali main phainkwaao gey :bummer: