India ka bhaoo hai bhaya , maal dheela keroo,
Teen - ka - doo Teen - ka - doo ![]()
England ka maal under karo,
Aik ka chaar aik ka chaar , ![]()
India ka bhaoo hai bhaya , maal dheela keroo,
Teen - ka - doo Teen - ka - doo ![]()
England ka maal under karo,
Aik ka chaar aik ka chaar , ![]()
Re: Teen - ka - Doo
^^ 10 tera bytes of GS characters on England plz :p
Re: Teen - ka - Doo
Isi liyey Mummy kehti hain kay Maghrib kay baad ghar sey bahir nahin nikalna chaiyey.
![]()
Re: Teen - ka - Doo
Today’s parents are so mean and hypocrate. In yester years they use to say ,
Parho gay lekho gay to ho gay nawaab
***Jo khailo gay kudo gay to ho gay kharab
***
Now they preach to their kids $$ Money $$ Money $$ Money my honey go and fetch,GO! And Rupa’iyaa in Cricket, sports and match fixing, Makes them sing this tune to their prospective ‘KamaaOo Putts’
'Ek chaakay say Javed ko $ 100 lakh milain gay
Taufeeq beecharay ko bas $ ek lakh milain gay :whistling
Bharat bha’ya, Teen-ka-doo teen-ka-doo , Angland eik ka paanch - eik ka paanch , Aaoo bha’ya
:k:
Re: Teen - ka - Doo
Rainy Kaka, aap ko to waqee kisi ki buree nazar lag gayi hai. Warna aap dosri shaam ko Maghrib kay baad ghar sey bahir na nikaltey. :D
Re: Teen - ka - Doo
Array dhobi bhaya,lagta hai mera aur app ka ‘kurta-kalaf’ ka saath hai , dono hee shaam ko bohat nikaltay hain ! ![]()