Teach Me Urdu

Re: Teach Me Urdu

Mirpuri Bhai ko tou aap logoun nay bhaga hi diya...

mujhay bhi Urdu nahin aati, koi mujhay bhi Sikha day

Re: Teach Me Urdu

what auchor? mere khooo UrDooo naii aawThii…khia bholTe ho aap? :hmmm:

pooraa mazmoon hii lateefa hai lol kahaN se shuru karuuN aur kahan Khatm karuuN? :cb:

aap Mirpur Khaas meN firangii maHel kii nokkaR waali Hajjaam kii dookaan par seekh leN! :smiley:

Re: Teach Me Urdu

Bhai jaan uss waqt saay urdu may hee tau bongian maar rahay hain....lagta hai janab mirpuri saab ko askool saay bhagnay ki adat hai.

Janab aap kia karo gai urdu seekh kay..... seekhna hai tau chori daka seekho....i'll join ya if anyone is offering classes on chori daka

Re: Teach Me Urdu


hahahaha....pata kia...march election ke ba'd saare PPP ke log faariGh ho jaayeNge to vo ek academy kholeNge jiske sarparast hoNge Zardari aur phir ham log vahiiN admission le leNge! :D kia Khayaal hai? mey'aarii ta'leem aur practical ke gur [tacts] sikhaanewaale in se bahtar aur kaun hoNge? right?

Re: Teach Me Urdu

For your kind information Mai khud Urdu speaking nahi :smiley:

Wese seekhna Kia hai yeh to bataya hi nahi :hmmm:

Re: Teach Me Urdu

Please teach me Urdu. I desperately need Urdu .Now I am Here in Pakistan.