Arnold Shalwaar Nicker abey tunay kesay jana its lunda-bazar t shirt … tu bhi kiya waha say he t-shirts leta hai
Praetextatus hmmmmm thanks ull c more better snapz in ear future
Furqan bhai jeans mai kiya keeray ghoos gaie hai assa react kar rahay ho
faizy yaar sooch mai bhi raha ho … kay start kar do magar soochta ho kay shadi kay bad tu ban he jaie gay doolay shoolay … coz wife kay kapray or bartan jo saaf karnay paray gay
RainDance yaar im not topi baz … sachi kal tabyat kharab ho gaie thi … abb is mai mari kiya galti hai kay mari shakal beemaro say nahi milti .
Sinner go n get da cam man … i dont want to wait anymore to c ya … im sure u r such a sexy dexsi guy on earth .
ahan nice buddy yara tumhare masail bahut kam hain thore wasail bhara kar apne masail main izafa karo ;) body shody na wikao kisi ki nazer lag gai to :p