tayray aanay ki jab khabar mehkay
tayree khushboo say sara ghar mehkay
shaam mehkay tayray tasawur say
sham kay baad phir sehar mehkay
raat bhar souchta raha tujh ko
zehn-o-dil mayray raat bhar mehkay
yad aaey too dil munawar ho
deed ho jaey too nazar mehkay
wo gharee do gharee jahaan baythay
wo zameen mehkay wo shajar mehkay
:k:
aye baad e saba , zara tham ke chal,
mehmaan kuch aane wale hain
patiyaan na bichana rahoon mein
hum aankhein bichane wale hain..
Re: tayray aanay ki jab khabar mehkay....
Thanks all of you
Re: tayray aanay ki jab khabar mehkay....
[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
tayray aanay ki jab khabar mehkay
tayree khushboo say sara ghar mehkay
shaam mehkay tayray tasawur say
sham kay baad phir sehar mehkay
raat bhar souchta raha tujh ko
zehn-o-dil mayray raat bhar mehkay
yad aaey too dil munawar ho
deed ho jaey too nazar mehkay
wo gharee do gharee jahaan baythay
wo zameen mehkay wo shajar mehkay
[/QUOTE]
Wah...So lovely and cute piece of poetry...
Thanks for sharing ...
system
8
Re: tayray aanay ki jab khabar mehkay…
beautiiful, lovely.. :k::k: 