Tasawwuf

Re: Tasawwuf

waah, bahot hoob. 'allamah kaa kalaam dil Khush kar gayaa:
**
Khirad ne kah bhii diyaa "laa ilaah" bhii to kia Haasil
dil o nigaah musalmaaN nahiiN to kuchh bhii nahiiN**!!!

be_shak...!!!

Re: Tasawwuf

ye to aasan sher tha, sab ko samajh aa gaya.. ab baqi ashaar pe roshni daaliye :cobra: