Mein nay chahaa kay kissi ko basaoon mein bhe
Apni sansoon aur apnay dil kay qareeb
Khudshah ye thaa
Wo bhee mujhay choor na jaay kahein
Inhee khudshoon kay saay
Bahay meri smit mein
Main nay chahaa koi aay meri zindagi mein
Jo ho shamil meray hur dukh aur hur khushee mein
Jo ho farefta meri hur ada pur
Jo maaf kur day mujhay meri khata pur
Jo suruj ki tapish mein chaaon bun kur aay
Jo raat kay undhairay mein roshni mujhay dekhaay
Jo meray janum din pur gulab day mujhay
Tabeer ho jis ki aaisa khawaab day mujhay
Gur ghum aay meri zindagi mein
Tu ishkoon ko wo meray rook sakay
Agr hunsoon mein kissi baat pur
Tu meray saath wo bhee hunsay
Mein roth jaoon agr
Wo shair suna kur mujhay manaay
Jo maan jaoon mein tu wo rooth jaay
Apni sansoon aur apnay dil kay qareeb
Mein nay chahaa kay kissi ko basaoon mein bhee….
Utree rungat bhikray gesso(hairs) bheegay pulkein bhehtay aansoo
Ghoor karo tu khud bolein gay is lurki nay pyaar kya hai
******************************
Khulta hai kyoon kissi pay meray dil ka mamla
Shairoon kay intekhab nay ruswa kya mujhay
~~~~*
“If you belong to Allah, rest assured that Allah will indeed belong to you”
“Dream as if u live forever live as if u will die today”
“The best way to cheer yourself up is to try to cheer somebody else up.” ~~~~*