S.786
1
kahaa thaa kis ne ke ahad-e-vafaa karo us se
jo yuuN kiyaa hai to phir kyuuN gilaa karo us se
ye ahl-e-baz tunak hausalaa sahii phir bhii
zaraa fasaanaa-e-dil ibtidaa karo us se
ye kyaa ke tum hii Gam-e-hijr ke fasaane kaho
kabhii to us ke bahaane sunaa karo us se
nasiib phir ko_ii taqriib-e-qarb ho ke na ho
jo dil me.n ho.n vahii baaten kiyaa karo us se
‘Faraz’ tark-e-ta’alluq to Khair kyaa hogaa
yahii bahut hai ke kam kam milaa karo us se
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa…
nice sharing :k:
S.786
3
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
thanks bheegi
_dArd
4
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
**Umda Sharing **
aeno
5
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
realy vvvv nice
immu
6
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
chalo g nice one keh hi dete hain
muncho
7
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
ye kyaa ke tum hii Gam-e-hijr ke fasaane kaho
kabhii to us ke bahaane sunaa karo us se
waah!!
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
buhat khoob..
Daanie
9
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
nice sharing :)
S.786
10
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
thanks to all
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
dill ki baat kehnay ka shukria
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
kash main bhi dill ki baat keh sakoon
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
aamee kehti hain keh loog acha nahin samajtay
Sheal
14
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa…
nice sharing :k:
abeeha
15
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
nice sharing...s.786
Aryaan
16
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
Good One S.786...
EcoShan
17
Re: tark,e taalluq tu kher kiyaa hugaa...
faraz the best again