taqdeerain badal jati hain

taqdeerain badal jati hen jab zindagi ka ho koi maqsad, :heart:

wrna umar kat jati he taqdeer ka ilzam dete dete…:heart:

Re: taqdeerain badal jati hain

Baja farmaya...

kafi samajhdar hogai hain aap

Re: taqdeerain badal jati hain

sangat ka asar hai ;)

Re: taqdeerain badal jati hain

aajkal kiss ustad ke sath riaz ki sangat farma rahi hain aap

Re: taqdeerain badal jati hain

ary hum ryasi ko to kuch khas pasand nahi karty.

han but ustaani jee bht pasand hain :@:

Re: taqdeerain badal jati hain

ryasi kon?

Re: taqdeerain badal jati hain

maths LOL

Re: taqdeerain badal jati hain

:emmy: wo Ryasi nahin Ryazi hoti hai

Re: taqdeerain badal jati hain

jee hum ulty spell hi krty hyn