taqaza haya ka tha....

milna tumhara mujh se mahz hadisa na tha
ye karnama dil ka ye karishma dua ka tha
hum mubtalaye ishq thay har giz na kah sakay
khamosh hi rahay ke taqaza haya ka tha

Nice...

Refreshing...
I've seen it done a bit differently too...

Voh mayri simt aa~ay yeh ehsaaN Khuda ka tha
Yeh karnama dil ka karishma dua~a ka tha
Hum mubtila~ay ishq haiN hur giz na keh sakay
Khamosh hi rahay keh taqaza haya~a ka tha

Daykha jo nazer utha kay to mus~hoor ho ga~ay
Voh pur jalal husn bhi to intay~ha ka tha

[QUOTE]
*Originally posted by Aalhan: *

[/QUOTE]

I dont know which one is original......hmmm thanks for your version by the way:)

[QUOTE]
*Originally posted by X_Communist: *
Nice...
[/QUOTE]

Thanks :)

Re: taqaza haya ka tha....

[QUOTE]
*Originally posted by Perfectionist: *
milna tumhara mujh se mahz hadisa na tha
ye karnama dil ka ye karishma dua ka tha
hum mubtalaye ishq thay har giz na kah sakay
khamosh hi rahay ke taqaza haya ka tha
[/QUOTE]

bohat acha! :)

Re: Re: taqaza haya ka tha....

[QUOTE]
Originally posted by *kashish: *

bohat acha! :)
[/QUOTE]

:)

Nice :k:

Thank you Sunny Boy :slight_smile:

bohat acha haye… :k:

very nice:k:

Nive one :)

Thanks hanie, Amal and Capricorn :)