----Tapash suraj ki hoti hai----
Tapash suraj ki hoti hai
Jalna zameen ko partha hai
Kasoor ankhon ka hota hai
Tarapna dil ko partha hai
----Dil mai tujha----
Dil mai tujha pa lanay kay
Rooh mai sumoo lanay kay
Kuch khuwaab thay
Jo manay din-raat buny
Sochti hoo…
Rah-i-ulfet per
Chulti he rahi…
Kissi bhi turha khud say
Juda tujh ko ker na suki
Jub din raat pay dhula
To yay mujh per khula
Tu to eik sayaa hai
Jo shaam dhulta hee
Dhul jata hai…
----Sadaf ka gauher----
Sadaf ka gauhar sina me chupaya baitha hai,
Jigar ko chur ke surma banaya baitha hai.
----bas aik kadam----
Bas ek kadam ham ne uthaya tha shauk se,
Tamam umr manzil hama dhund thi rahi.
----Mera dushman----
Mera dhushman tu meri dosti ko tarse,
Mujhe gham dena wala tu kushi ko tarse,
Itna to asar kar jaya meri wafa a bevafa,
Ek roz tujha yad ayee teri jafaya vo bevafa,
Pashema hoke roya tu kushi ko tarse…