*]Phir koee aya dil zaar,nahiN koyee nahiN *]Rah-raw hoga, kahiN aur chala jaa-ae ga *] Dhal chukee raat, bikhar-nay laga taroN ka ghobar *] LaRkhaRanay lagay aivanoN maiN khabeeda charaagh *]Soga-ye rasta tak tak kay her aik rah-guzar *]Ajnabee khaak naiN dhundlad-ye qadmaoN kay suragh *]Gull karo shamaiN ,baRhaadoe maiN-o-meena-o-ayazh *]Apnay bay-khawab kivaRon ko muqaffal kar lo *]Ab yahaN koyee nahiN, koyee nahiN Aay ga !!!
ahhhhhhhhhhh...Faiz is great!!!