tanhaioun main jab meri tasweer dekhna
ankhoun main jhankna koi tahreer dekhna
hojayen jab qabol dua tark e ishq ki
tab tum meri duaoun ki taseer dekhna
hona khumar e ishq main ger mubtila to phir
bekhwabioun main khwab ki tabeer dekhna
tanhaioun main jab meri tasweer dekhna
ankhoun main jhankna koi tahreer dekhna
hojayen jab qabol dua tark e ishq ki
tab tum meri duaoun ki taseer dekhna
hona khumar e ishq main ger mubtila to phir
bekhwabioun main khwab ki tabeer dekhna
Beautiful…:k:
thnx HeArT HaCKeR ![]()
:k:
thnx koyal ![]()
hmmmm nice :k:
thnx
AsSweetAs