Sahara mangta hai sirf tanhai kay lamhon me,
Mohabbat ka ta’aluq kab kisi sey bandhta hai wo
Re: tanhai
kisi aur ko apna sahara nahi banana chahiye :no:
Re: tanhai
parents se acha taluq and unse achi muhabbat koi nai hai duniya mein ![]()
![]()
Re: tanhai
True
Re: tanhai
Sahi baat haen
Re: tanhai
Aap kahan ghayeb ho jaati hain ? :(
Re: tanhai
wohi to samjha raha hoon koi samajhta hi nahi ![]()
ohhh aap bhi shamil hein ismein ![]()
aap bhi samjhein plz ![]()
Re: tanhai
Yani open flirting
Re: tanhai
Aap kahan ghayeb ho jaati hain ? :(
kahen nahe..bas post kam karti hoon.
Re: tanhai
Sahara mangta hai sirf tanhai kay lamhon me, Mohabbat ka ta’aluq kab kisi sey bandhta hai wo
kia pyar sahara nahin hota?
Re: tanhai
kia pyar sahara nahin hota?
pyar sahara hota hai ya zanjeer ?