Tanhai

Re: Tanhai

ye kyaa hai, muhabbat meN to aisaa nahiiN hotaa
maiN tujhse judaa ho ke bhii tanhaa nahiiN hotaa

yaa itnii na tabdeel huii hotii ye duniyaa
yaa maine ise Khwaab meN dekhaa nahiiN hotaa

<!-- google_ad_section_end -->