tanhaa'yooN k dais maiN khud ko basa dee'ya

sab se chupa k dard jo wo muskura dee’ya
is ki hansi ne tu aj mujhay rula dee’ya

lahjay se uth raha tha har ik dard ka dhuwa’N
chahra bata raha tha k Kkuch ganwa dee’ya

awaaz maiN theh’raao tha aankhoN maiN nami
aur kah raha tha maiN ne sab kuch bhula dee’ya

janay keoN us ko logooN se thei shika’etaiN
tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

khud be hum se bichar kar adhoora sa rah gay’aa
muj ko bhe itnay logo maiN tanha bana dee’ya

Re: tanhaa'yooN k dais maiN khud ko basa dee'ya

awaaz maiN theh'raao tha aankhoN maiN nami
aur kah raha tha maiN ne sab kuch bhula dee'ya

janay keoN us ko logooN se thei shika'etaiN
tanhaa'yooN k dais maiN khud ko basa dee'ya


WoW

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

really nice thanx for sharing Koyal ji :flower1:

Re: tanhaa'yooN k dais maiN khud ko basa dee'ya

awaaz maiN theh'raao tha aankhoN maiN nami
aur kah raha tha maiN ne sab kuch bhula dee'ya

wah jee bht khoob!! :)

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

wo aieN ghar hamarey khuda ki qudrat
kabhi hum unhin kabhi apni likhi huwei gazal dekhtey haiN:blush:

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

khan sahib thanks for your Precious time u read my post huwei gazal :slight_smile:

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

thanks khamosh storm:)

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

u r always wellcome jii…:flower1:

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

awaaz maiN theh’raao tha aankhoN maiN nami
aur kah raha tha maiN ne sab kuch bhula dee’ya

Wah… Its Beautiful… Very Nice.. Koyal MamooN :flower1:

Arsay Baad Entry Farmayi hay.. BUT zabardast Farmayi hay :slight_smile:

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

:blush:

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

Golden baji shukria ap bz hoti aur koyal ap ko nazar nahi ati :):p wo tu yehi urti phirti rahti:)

Re: tanhaa'yooN k dais maiN khud ko basa dee'ya

bohat kh00b :)

Re: tanhaa'yooN k dais maiN khud ko basa dee'ya

hummm

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

Simply beautiful… ! :flower1:

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

MamooN Ji… Wo Koyal hi kia JO nazar Ajaye… :slight_smile:

Koyal ki tou bas Awaz hi sunaai deti hay… Wo bhi Kafi hay… :slight_smile:

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

haan na baji :blush:

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

ap ki hmmmmm na totay :hoonh:

Re: tanhaa'yooN k dais maiN khud ko basa dee'ya

Chanda aap ki chup bhi to na ttottay

Re: tanhaa’yooN k dais maiN khud ko basa dee’ya

ab hmmm k agay chup he rhana na :hoonh:

Re: tanhaa'yooN k dais maiN khud ko basa dee'ya

Nice choice Koyal !