Phir ko aaya dil-e-zaar! nahi koi nahi
Rahroo hoga, kahin aur chala jaaye ga
Dhul chuki raat, bhikernay laga taarooN ka ghubaar
LurkhaRraney lagey aywaanooN main khwabeidah chiraagh
Soo gayi raasta tak tak k har ik raahguzaar
Ajnabi khaak ney dhundlaa diye kadmooN k suraagh
Gul ker do shamieN, barha do may-o-mena-o-ayaagh
Apney bay-khwab kawaRooN ko mukkafal ker do
Ab yahaan koi nahi, koi nahi aaye ga …..
[QUOTE] Originally posted by ** Vivacious ***: *